!! Sweet Nagar !!
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


www.pakino.net
 
HomeLatest imagesSearchRegisterLog inChat

 

 Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain

Go down 
AuthorMessage
Payam
Senior Member
Senior Member
Payam


Female
Number of posts : 239
Location : Sham _e_ Paristan
Humor : hehehehehehe
Registration date : 2008-05-12

Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain Empty
PostSubject: Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain   Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain EmptyMon May 12, 2008 9:25 am

Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain
ki main nay subho masa is tarah guzaray hain

ye phool.. rang.. Dhanak .. Kahkashain.. bahro bar
ye sab khuda ki muhabbat kay istayaaray hain

main pochta hon katay kis tarah shabay furqat?
Wo bolti hai ginoo jis qadar sitaray hain

main bolta hon hawa main teri mehak si hai
wo bolti hai ki "han sab meray ishaaaray hain

main pochta hon falak pay ye bijliyan kaisay?
Woh bolti hai wahan bhi meray shararay hain

main pochta hon mujhay chor to nahi do gi?
woh bolti hai kia darya alag kinaray hain?

main bolta hon mulaqat chahiya mujhko
woh bolti hai ki " kiyuuuun !! Ab to hum tumharay hain

main bolta hon mujhay ARSH kiyn nahi kahteen
woh bolti hai zuban par sharam kay talay hain

main bolta hon meri zindagi bano gi kab
woh bolti hai ki ab faislay tumharay hain
Back to top Go down
 
Tamam lamhay teri yad kay hawalay hain
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Kuch toot gaye hain kuch khawab baaqi hain
» Tamam mushkilon aasaniyon say waqif hai
» Shidat Se Teri Yaad Aati Hai
» piR diL ne KAHA hi teri KAMi ....SHARABi
» Engineer YE haIn

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
!! Sweet Nagar !! :: !! Poetry & Literature !! :: !! Urdu Poetry !!-
Jump to: