!! Sweet Nagar !!
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


www.pakino.net
 
HomeLatest imagesSearchRegisterLog inChat

 

 Shab-e-baaran

Go down 
AuthorMessage
Payam
Senior Member
Senior Member
Payam


Female
Number of posts : 239
Location : Sham _e_ Paristan
Humor : hehehehehehe
Registration date : 2008-05-12

Shab-e-baaran Empty
PostSubject: Shab-e-baaran   Shab-e-baaran EmptyMon May 12, 2008 10:38 am

Ik Nazm gayay waqtoon ki!!!

Shab-e-baaran

Kal shab jab barsaat hoi
Wo darwazay par nikal aaya
Preshan nighahon se mere justojo mein beqarar tha
Mere deed ke talab mein betab ho kar
Kabhi zamin per dekhta
Kabhi falak per dekhta
Kabhi chand ko dekhta
To kabhi mere ghar ko dekhta
Beqarari thi ke dam na late
Poora sarapa us ke beqarari ka soboot de raha tha
Wo kie dair tak bahain samatay darwazay per khada raha
Barsaat khatm hoi
Sab-e-chodwein ka chand barsaat key baad aur bhi nikhar gia
Kabhi mein usey dekhta to kabhi chand ko dekhta
Chand jaisay us ka tukda lag raha tha
Her samt rukh ke chandni phailey hoi thee
Chehrey ke wo hia ke shab chup rehe thee
Bad-e-naseem baykhudi mein jhoom rehe thee
Her baar jaisay us ko aake choom rehe the
Kal the shab-e-baraan shab-e-gham nahin thee

Kaash ke kabhi badal chatay
tumhari deed mein khud per na qaboo patay
be kali mein yakdam bahar aatay
aur samny nazroon ke tumhain patay!!!
Back to top Go down
 
Shab-e-baaran
Back to top 
Page 1 of 1

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
!! Sweet Nagar !! :: !! Poetry & Literature !! :: !! Urdu Poetry !!-
Jump to: