!! Sweet Nagar !!
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


www.pakino.net
 
HomeLatest imagesSearchRegisterLog inChat

 

 Islam ki batain

Go down 
5 posters
AuthorMessage
P @ R !
Senior Member
Senior Member
P @ R !


Female
Number of posts : 718
Location : Canada
Registration date : 2008-05-18

Islam ki batain Empty
PostSubject: Islam ki batain   Islam ki batain EmptyFri Jul 04, 2008 1:49 am

ASALAM-O-ALAIKUM

Here u can share any information u have about islam.

below im sharing some "islami batain" i know

Hazrat Moosa (AW) Ne Allah Se Arz Kia :-

Ya Allah KIA hi acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti

(1) Zindagi hoti maut Na hoti
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti
(3) Daulat hoti tangdasti Na hoti
(4) Jannat hoti doozakh nahoti

GHAIB SE AWAZ AAEE:-

(1) Agar zindagi hoti maut Na hoti to mera deedaar kaise hota
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti to mujhe kon yaad karta
(3) Doulat hoti tangdasti Na hoti to mera shukar ada kon karta
(4) Jannat hoti doozakh Na hoti to mere azaab se kon darta


Qayamat ka ek din 50 hazar saal ka hoga yani 1namaz QAZA 2crore 88 lakhs saal Jahanum mein (namaz qaza karne se itni badi saza hai toh socho namaz nahi parne se kitna AZAAB hoga)


Astaghfar:

Hazrat abbu Hurairah Razi Allahtala Anha se riwayat hai Rasool S.A.W ne farmaya: "Khuda ki qasam main din main satar(70) daffa se ziada ALlah tala k hazaoor main toubah or astaghfar kerta hon"
Back to top Go down
Minal
Administrator
Administrator
Minal


Female
Number of posts : 1078
Location : United Kingdom
Job/hobbies : Staff Trainer
Registration date : 2008-06-15

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptySat Jul 05, 2008 2:35 am

ahh GOD hamen nasihat den aur tofik b k hum ap ki nematon ka shuker ada karen aur ap ki kahi baton per amal b AMEEN
jani kuch baten suni thi per kuch nai b thin jin ko sun ker wakai herat b hoi aur khushi b
k uncha makam to yeh hi log pate hen
ALLAH hamen b un k naksh-e-kadam per chalne ki tofik ata farmayen AMEEN
Back to top Go down
Dude !!
Admin
Admin
Dude !!


Number of posts : 313
Registration date : 2007-07-23

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptySat Jul 05, 2008 4:37 pm

Ameen
Back to top Go down
Wiki
VIP
VIP
Wiki


Male
Number of posts : 1211
Age : 39
Location : FSD - Pakistan
Registration date : 2008-05-18

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptySat Jul 05, 2008 10:39 pm

Pari bohat bohat acha Topic hai Smile

Hazrat abbu Hurairah Razi Allahtala Anha se riwayat hai Rasool S.A.W ne farmaya:

" LOGO AMAAM KO APNE WAST MEIN LO AUR SAFFON MEIN JO KHALLA HAI USSE PURR KERO "

matlab k jahan amaam nay namaz k liye niyaat bhandi hue hai pehlay uss k peechay kharay hona chahye den right n left per isi tarah pichli saffon mein bhe .. MUJHE YAAD HAI mujhe yeh sab maloom nahi tha aur mein late namaz k liye masjid puhancha aur last saff jo khali thi uss k bilkul right per ja ker niyaat bhand lee phir mujhe aik baba ji nay dekha woh bhe late thaay .. unho nay namaz k baad mujhe bataya ..

aur saffoun mein khalla nahi hona chahiye .. bilkul sath mil ker kharay hona chahiye Smile
Back to top Go down
P @ R !
Senior Member
Senior Member
P @ R !


Female
Number of posts : 718
Location : Canada
Registration date : 2008-05-18

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptySun Jul 06, 2008 1:17 am

Ameen sis

thz guys for sharing sumthing.

Wiki muhjy bhi yaad hai last tym 27 shab thy ramzanon main to hum log masjid gaye thy sab gher wale..wahan Masha Allah kafi acha arrangement hota hai bhut acha lagta hai humne koi 5-6 hrs spend kiye wahan.
wahan bhi isha ki namaz main mujhse yehi ghalty hoi thy to meri pechy wali buzurg aunty mujhse kehty beti khali jagah pur kero kandhy se kandha milake khari ho. phir meri ammi ne bhi mujhy ghoor k dekha lol or kaha itna bhi nahi pata :@

but tht was the most memorable night of my life Smile

mere pass 4-5 or achy batain hain Insha Allah next post main share kerongy.
Back to top Go down
Wiki
VIP
VIP
Wiki


Male
Number of posts : 1211
Age : 39
Location : FSD - Pakistan
Registration date : 2008-05-18

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptySun Jul 06, 2008 10:52 pm

Rasool Akram (S.A.W) Ka Irshaad Hai.

* Sub Se Zeada Fazeelat Wala Ammal "LA ILAHA ILLALAH" Aur Behtareen Dua "ASTAGFAAR" Hai *

* ILAM Ki Talab Her Musalman Mard Aur Aurat Per Farz Hai *

* Tum Mein Se Behtar Woh Hai Jis Nay QURAN Sikha Aur Dusron Ko Sikhaya *

* Jis Nay Mujh Per Aik Martaba Darood Bhega , ALLAH Nay Uss Ke Liye Aafiyaat Ka Aik Darwaza Khol Diya *

* Woh Hum Mein Se Nahi Jo Hamaray Chotoun Per Reham Aur Hamaray Barroun Ka Ehtaraam Na Keray *

* Rishwat Dene Wala Aur Rishwat Lene Wala Dono Jahanum Ki Aag Mein Hein *
Back to top Go down
BrokeN Wishes
Junior Member
Junior Member
BrokeN Wishes


Number of posts : 40
Registration date : 2008-05-11

Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain EmptyWed Aug 13, 2008 3:37 am




NYC Topic Pari
Read our write baad main karon ga
Back to top Go down
Sponsored content





Islam ki batain Empty
PostSubject: Re: Islam ki batain   Islam ki batain Empty

Back to top Go down
 
Islam ki batain
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» islam
» ABC OF ISLAM
» Kuch batain aisi hoti hain

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
!! Sweet Nagar !! :: !!Religion & Beleifs !! :: !! Islam !!-
Jump to: