!! Sweet Nagar !!
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


www.pakino.net
 
HomeLatest imagesSearchRegisterLog inChat

 

 Wafa ki rah par..

Go down 
2 posters
AuthorMessage
Admin
Admin
Admin
Admin


Number of posts : 117
Registration date : 2007-07-20

Wafa ki rah par.. Empty
PostSubject: Wafa ki rah par..   Wafa ki rah par.. EmptySun Jul 22, 2007 6:18 pm

Wafa ki rah par koi dobara ja nahin sakta
guzarta pal kabhee phir say guzara ja nahin sakta
bohat nazdeek ho kar bhi wo itna door hay mujh say
ishara ho nahin sakta, pukara ja nahin sakta
yeh mad-o-juzr dunya khela hay sanp or serhi ka
yahan say agay or peechay istiara ja nahin sakta
usay main kis tarha paon wo mujh tak kis tarha pohanchay
k apni rah say hat kar sitara ja nahin sakta
jahan tak khuwahish is adam-e-khaki ki jatee hen
wohan tak zindagi ka goshwara ja nahin sakta
koi pochay k akhir yeh wafa ka bojh k sa hay
sahara bhi nahin jata, utara bhi nahin jata
sarakti ret raston ki nishani ban nahin saktee
samay ki rehguzar main ghar usara ja nahin sakta
kahen pay ruk bhi sakta hay hamaray ishq ka soda
k janan, had say agay to khasara ja nahin sakta
Back to top Go down
https://sweetnagar.forumotion.com
m!d n!t r@(eR
Moderator
Moderator
m!d n!t r@(eR


Male
Number of posts : 1381
Age : 40
Location : Pakistan
Registration date : 2007-07-29

Wafa ki rah par.. Empty
PostSubject: Re: Wafa ki rah par..   Wafa ki rah par.. EmptyWed Aug 29, 2007 12:20 am

Suspect Suspect Suspect
Back to top Go down
 
Wafa ki rah par..
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» WAFA KI SAZAIN
» Wafa ke ma'ani se bekhabar hae
» Wafa... [picture poetry]

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
!! Sweet Nagar !! :: !! Poetry & Literature !! :: !! Urdu Poetry !!-
Jump to: