Usko lakh chaha magar wo mila hi nahin
Lakh koshish ki magar faasla mita hi nahin..
Usko zamane ne majboor is kadar kar diya ke
Meri kisi sada pe tehra hi nahin...
Har ek se pocha sabab iske na milne ka
Har ek ne bataya ke wo tere liye bana hi nahin...
Main tamam tar koshishso ke bawujud haar gaya
Aur wo usse mil gaya jis ne usse manga hi nahin...
Itni shiddat se chaha usse aur wo kisi aur ka ho gaya..
Shayad is jahan main wafa ka koi sila hi nahin.....!!!