P @ R ! Senior Member
Number of posts : 718 Location : Canada Registration date : 2008-05-18
| Subject: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! Mon Jul 21, 2008 5:39 am | |
| Mujhey gumaan hai k mujhey chaha hai zamanay ne bohat... Mein aziz to sub ko hoon, magar zarooraton ki tarhaan
-----------------------------------------
Phir Chand Khila Phir Raat Thami Phir Dil Ne Kaha Hai Teri Kami Phir Yaad Ke Jhonkay Mehak Gaye Phir Pagal Arman Behak Gaye
Phir Jannat C Lagti Hai Zameen Phir Dil Ne Kaha Hai Teri Kami Phir Guzre Lamhon Ki Baatein
Phir Jagi Jagi C Raatain !! Phir Tehar Gai Palkon Pe Nami Phir Dil Ne Kaha Hai Teri Kami
-------------------------------------------
Ishq Ne Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem Ke Ab, Main Tumhain Yaad To Aati Ho0n Mager KAam Ke Baad
--------------------------------------------
masroof hain din raat, unnhein waqt kahaan hai woh hum se karein baat, unnhein waqt kahaan hai
betaabi e dil ka unnhein, andaza kahaan hai samjhein meray jazbaat, unnhein waqt kahaan hai
bhoolay se hi woh poochnay aa jayen mera haal aey gardish e halaat, unnhein waqt kahaan hai
---------------------------------------------
masroof tareen guzar rehe hain zindagi ke shab-o-roz sara din teri yaadein sari raat meri tanhaiaan
----------------------------------------------
Aaj tak Qaim he Us k Lot aane ki Umeed, Aaj tak thehri he Zindagi apni jaga, Laakh ye chaha k Us ko Bhool jaun par FARAZ, Hoslay apni jaga BeBasi apni jaga
-----------------------------------------------
Aik Hi Aanso Larraz Kar Keh Geya Sab Raaz-E-Dil Hum Teri Mehfil Mein Aakar Laakh Sanjeeda Rahe
-----------------------------------------------
Tanha To Akaylay Mein Bhi HOnay Nahi Deta Woh Shakhas To Khilwat Mein Bhi Ronay Nahi Deta
Tum Chahtay Ho Cheen Lo Dill Say Sabhi YadeiN ? Bacha To Kabhi Apnay Khilonay Nahi Deta
-------------------------------------------------
Ye dastoor-e-zubaanbandi hai kaisi teri mehfil mein Yahan to baat karne ko tarasti hai zubaan meri
---------------------------------------------------
Mohabbat k baad mohabbat mumkin hai FARAZ! Magar toot k chahna sirf aik bar hota hai
----------------------------------------------------
Donon ankhon men ashk diya karte hain, Ham apni neenden tere naam kia karte hain, Jab bhee palak jhapke tumhari, Samajh lena ham ne tumhen yaad kia hia | |
|
Wiki VIP
Number of posts : 1211 Age : 40 Location : FSD - Pakistan Registration date : 2008-05-18
| Subject: Re: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! Mon Jul 21, 2008 12:00 pm | |
| Very Nice Janu | |
|
Dude !! Admin
Number of posts : 313 Registration date : 2007-07-23
| Subject: Re: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! Tue Jul 22, 2008 10:56 am | |
| | |
|
P @ R ! Senior Member
Number of posts : 718 Location : Canada Registration date : 2008-05-18
| Subject: Re: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! Wed Jul 23, 2008 4:29 pm | |
| thx bht bakwas mood the jab yeh sad poetries post krein | |
|
Dead_Man_Walking_Sunjee Junior Member
Number of posts : 18 Registration date : 2008-07-27
| Subject: Re: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! Sun Jul 27, 2008 1:39 am | |
| | |
|
Sponsored content
| Subject: Re: P @ R ! ki Paishkash....Haal-e-Dil !! | |
| |
|